Posts

Showing posts with the label hafiz tahir qadry

Noor wale Aaqa ka Milaad aaya Lyrics / नूर वाले आक़ा का मिलाद आया

noor wale aaqa ka milaad aaya salla-la-llahu alayk ya rasulallah sallam alayk ya habiballah mustafa ya mustafa, marhaba salle ala naara-e-ishq-o-wafa, marhaba salle ala hai sahaba ki nawa , marhaba salle ala hai sada-e-sayyida, marhaba salle ala reliyon mein hai sada, marhaba salle ala har taraf shor utha, marhaba salle ala wird ye rozana, marhaba salle ala sari duniya ne kaha, jaan-o-dil tum pe fida chand utar aaya, noor noor chhaya noor wale aaqa ka milaad aaya zikr-e-nabi-e-paak to din-raat karenge langar, sabeel, sadqa-o-khairat karenge suni koi gali-mohalla kahin hoga karke charagaan, noor ki barsaat karenge gali-gali shaher-shaher dhoom machi hai aamina ke laal ke aane ki khushi hai noor wale aaqa ka milaad aaya bolo ahlanw-w-sahlan marhaba bolo ahlanw-w-sahlan marhaba aamad hai kis payambar-e-aali makaam ki aane lagin sadaaein, durood-o-salaam ki milaad-e-mustafa se hein duniya m...

Wah Kya Baat Jashn-e-Aaqa ki Lyrics / वाह क्या बात जश्न-ए-आका की

wah kya baat jashn-e-aaqa ki milaad ho mubarak, milaad ho mubarak marhaba ya mustafa, marhaba ya mustafa jhoom utha dil ke maah-e-noor aaya wah kya baat jashn-e-aaqa ki ye kis shahenshah-e-wala ki aamad aamad hai ye kaunse shah-e-wala ki aamad aamad hai ye aaj taare zameen ki taraf hein kyun maaeel ye aasmaan se pae-ham hai noor kyun naazil wah kya baat jashn-e-aaqa ki rusool unhin ka to mujda sunaane aaye hei unhin ke aane ki khushiyaan manaane aaye hein firishte aaj jo dhoomein machaane aaye hein unhin ke aane ki shadi rachane aaye hein wah kya baat jashn-e-aaqa ki pur-noor hai zamaana, sub'h-e-shab-e-wilaadat parda utha hai kiska, sub'h-e-shab-e-wilaadat aayi nayi huqumat, sikka naya chalega aalam ne rang badla, sub'h-e-shab-e-wilaadat rooh-ul-ameen ne gaada, ka'be ki chhat pe janda ta-'arsh uda pharera, sub'h-e-shab-e-wilaadat pyare rabi-ul-awwal! teri jalak ke sadqe chamka diya naseeba, ...

Pandra so Sala Jashne Wiladat Lyrics / पन्द्रह-सौ साला जश्न-ए-विलादत

pandra-so saala jashn-e-wiladat pandra-so saala jashn-e-wiladat pyare nabi ka mil ke manaaein ghar-ghar sajaaeinge, khushiyaan manaeinge aaqa se pyar hai, sabko bataeinge pandra-so saala jashn-e-wiladat pyare nabi ka mil ke manaaein aa gaye jag mein shah-e-madina noor bhara hai pyara mahina chhod ke saare kaam diwanon aao nabi ki bazm sajaaein aamena ki jaan, barwih ka chand noor banke aaya, har lab hai muskuraya pandra-so saala jashn-e-wiladat pyare nabi ka mil ke manaaein sara jahaan kehne laga, marhaba ya mustafa aaye hein aaqa kalma padhane raah-e-hidayat humko dikhane unki wilaadat fazl-e-khuda hai kyun na manaaein, kyun na manaaein aamena ki jaan, barwih ka chand noor banke aaya, har lab hai muskuraya pandra-so saala jashn-e-wiladat pyare nabi ka mil ke manaaein aaye mere mustafa, marhaba ya mustafa aaj hai sabki sada, marhaba ya mustafa abr-e-karam chha gaya, marhaba ya mustafa noor wala aa gaya, marhaba ...

Ya Rab Madine Pak mein Jana naseeb ho Lyrics / या रब मदीने पाक में जाना नसीब हो

ya rab! madine paak mein jana naseeb ho Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri fir ke gali gali tabah thokarein sab ki khayein kyun dil ko jo aql de khuda teri gali se jayein kyun jana naseeb ho to na aana naseeb ho ya rab! madine paak mein jana naseeb ho rakh dun dare huzur pe jab mein jabeen-e-shoq chokhat se unke sar na uthana naseeb ho ya rab! madine paak mein jana naseeb ho aye ishq-e-nabi mere dil mein bhi sama jana mujhko bhi muhammad ka diwana bana jana dar dar ki thokarein hein gar mere naseeb mein ishq-e-nabi mein thokarein khana naseeb ho ya rab! madine paak mein jana naseeb ho taiba se aake bhi rahe taiba ki aarzu madine jaun fir aaun dobara fir se jaun yeh zindagi meri yunhi tamam ho jaye taiba se aake bhi rahe taiba ki aarzu tohfa yehi madine se lana naseeb ho ya rab! madine paak mein jana naseeb ho hafiz ke dil ki hai yehi khwahisho iltija ...

Milad Rahy Ga Lyrics / मिलाद रहेगा / میلاد رہے گا

milad rahega Hafiz Tahir Qadri koi gali aisi nahin jo na saji ho koi bhi ghar aisa nahin jo na saja ho mehfilein durood ki niyaaz nabi paak ki sharbat ki sabeelon maula ne ata ki nabi nabi nabi nabi nabi wird rahega milad rahega milad rahega aaqaa ki mohabbat mein ghar baar sajaayein chalo sarkar ka milad chalo milke manayein sarkar ka milad chalo milke manayein jab talak dam mein hai dam muje maula ki qasam meri naslon mein chalega ye ruka hai na rukega milad rahega milad rahega milad rahega milad rahega sadaen duroodon ki aati rahengi jinhein sun ke dil shaad hota rahega khuda ahle sunnat ko aabaad rakhe muhammad ka milad hota rahega aaye mere mustafa marhaba ya mustafa aaj hai sab ki sada marhaba ya mustafa badshahe do jahan marhaba ya mustafa tum sa koi hai kahan marhaba ya mustafa ...

Mera Maula Maula Hussain hai Manqabat Lyrics / मेरा मौला मौला हुसैन है / میرا مولا مولا حسین ہے

mera maula maula hussain hai muftiyane daar se kehti hai karbala bid'at usi ka zikr jo jeena silkha gaya tum se to ek babari masjid na bach saki mera hussain sari shriyat bacha gaya mera maula maula hussain hai jo hua nawasa-e-mustafa wo ali ka beta hussain hai jo yazeediyat ko fanaah kare chale karbala wo hussain hai bibi fatima ka wo ladla mera badshah wo hussain hai mera maula maula hussain hai kya sunaun wakiya karbala haaye teer neza kahan laga jise chumate rahe mustafa wo hussaini sar tha kata hua sara ghar ka ghar bhi luta diya wo jo kar gaya wo hussain hai mera maula maula hussain hai yahi bole hazrate hoor shaha ya hussain aapka shukriya ke yazeediyon se nikal kar jo hussainiyon mein bitha diya ...

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

sohna aaya te saj gaye ne galiyaan bazaar sohna aaya te saj gaye ne galiyaan bazaar sohna aaya te saj gaye ne galiyaan bazaar saani na koi mere sohne nabi lajpaal da lab ke le aawaan kittu sohna tere naal da shaana ondhiyaan uchiyaan te rutba kamaal da lab ke le aawaan kittu sohna tere naal da sohna aaya te saj gaye ne galiyaan bazaar kyun na sohne diya siftaan karaan mein dam dam oda kyun na zikr karaan mein rabb ne banaaya oda rutba kamaal da lab ke le aawaan kittu sohna tere naal da sohna aaya te saj gaye ne galiyaan bazaar mera deen imaan hai tussi mere kon ho aap hi rabb de aakhari rasool ho rab ne banaaya nahi koi tere naal da lab ke le aawaan kittu sohna tere naal da sohna aaya te saj gaye ne galiyaan bazaar eda sona nabi koi duniya te aaya nahin yaar enu jeda koi rabb ne banaaya nahin deed mere nabi di aye rabb da nazaara sohn...

Main hun Husaini bachpan se Lyrics / मैं हूँ हुसैनी बचपन से

main hun husaini bachpan se Naat-Khwan: Hafiz Tahir Qadri dam dam husain maula husain main husaini hun main husaini hun sab husaini husain husain karein jab se hosh sambhala hai maa ne hamein samjaya hai samaj mein aaya us din se main hun husaini bachpan se aaj yazeedi tola tu isko jannati manta hai sab dollar ka chakkar hai halanki haq janta hai ye sab kamai ke dhandhe hein sab dollar ka chakkar hai aaj yazeedi tola tu isko jannati manta hai sab dollar ka chakkar hai halanki haq jante hein sare ayimma ka fatwa yazeed kafiro fasik hai fatwa dikhaun kin kin se main hun husaini bachpan se jab se hosh sambhala hai maa ne hamein samjaya hai samaj mein aaya us din se main hun husaini bachpan se nazre karam jo hurr pe hui unki kismat jag uthi shah ne jab kuchh farmaya ...

Mera Maula Maula Husain hai Lyrics / मेरा मौला मौला हुसैन है / میرا مولا مولا حسین ہے

mera maula maula husain hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai jo hua nawasa-e-mustafa wo ali ka beta husain hai jo yazidiyat ko fanaah kare shahe karbala wo husain hai bibi fatima ka wo ladla mera badshah wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai kya sunaun waqia-e-karbala haaye teer neza kahaan laga jise chumte rahe mustafa wo husaini sar tha kata hua saara ghar ka ghar bhi luta diya wo jo kar gaya wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai yahi bole hazrat-e-hurr shaha ya husain aap ka shukriya ke yazidiyon se nikal kar jo husainiyon mein bitha diya mujhe manzilon ka pata diya mera rehnuma wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai wo bhi banda kitna ajeeb hai jo kahe yazeed...

Ali ke Lakhte Jigar Lyrics / अली के लख़्त-ए-जिगर / علی کے لختِ جگر

tera husain mera husain Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri tera husain mera husain sabka husain maula husain ya shaheede karbala ya shaheede karbala mere khuda ki riza hai ali ke lakhte jigar nabi ke deen pe fida hai ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka faqeeron aayo sadaa de rahe hain ye abbas sarapa baabe sakha hain ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka husaini khoon se wo inqilab aaya hai mita hai kufr baqa hai ali ke lakhte jigar tera husain mera husain sabka husain maula husain mere rasool ne sardaar-e-khuld inko chuna tabhi to sabse juda hain ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka ukhaad phenko jahaan se yazeediyat ka alam tumhare saath sadaa hain ali ke lakhte jigar ...

Dare Nabi Par Ye Umar Beetay Lyrics / दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते

dar-e-nabi par ye umar beete Naat Khwan :  Hafiz Tahir Qadri Hafiz Ahmad Raza Qadri Nisar Ahmad Marfani dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa madine waale kahei.n makaami, ho unke dar pe qayaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa bilaal tujh par nisaar jaau.n, ke khud nabi ne tujhe kharida naseeb ho to naseeb aisa, ghulaam ho to ghulaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa namaaz aqsa mei.n jab padaaee, to ambiya aur rusool ye bole namaaz ho to namaaz aisi, imaam ho to imaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa labo.n pe naam-e-nabi jab aaya, gurez-paa haadaso.n ko paaya jo Taal deta hai mushkilo.n ko, ...

Jo Dar Kaabe ka khulwaae Use Farooq kehte hein Lyrics / जो दर काबे का खुलवाए उसे फ़ारूक़ कहते हैं / جو درِ کعبہ کا کھلوائے اُسے فاروق کہتے ہیں

jo dar kaabe ka khulwaaye use farooq kehte hain salaam salaam salaam ya umar salaam salaam salaam ya umar ya umar... ya umar... umar ka daman na chhodenge umar ka daman na chhodenge zamaana jaanta hai ke muraade mustafa hai wo niraali shaan hai uski khalifa dusra hai wo ali bhi jiska ho jaaye use farooq kehte hain jo dar kaabe ka khulwaaye use farooq kehte hain gali gali nagar nagar umar umar umar umar gali gali nagar nagar umar umar umar umar sitaaron ke barabar nekiyaan jiski bataate hain jise siddiq-e-akbar jaan-nasheen apna banaate hain jise farooq keh kar pyaar se aaqa bulaate hain jise duniya mein jannat ki bashaarat bhi sunaate hain naseeban aisa jo paaye use farooq kehte hain jo dar kaabe ka khulwaaye use farooq kehte hain jidhar se dekhiye farooq ek dafaa guzar jaaye nahin shaitaan ki himmat ke bhoole se udhar jaaye umar to naam hai aisa munaafiq su...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Pandra so Sala Jashne Wiladat Lyrics / पन्द्रह-सौ साला जश्न-ए-विलादत

Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics / पेश-ए-हक़ मुज़्दा शफ़ा'अत का सुनाते जाएंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर